samaaji bebasi har shehar ko maqtal banati hai,
kabhi naksal banati hai kabhi chambal banati hai,
zara si baat hai lekin hava ko kaun samjhaaye,,
diye se meri maa mere liye kaajal banati hai,
khilono ki dukane kyu mujhe avaaz deti hain,
bata ae muflisi tu kyu mujhe pagal banati hai,
suna hai jab se tay hote hain rishte aasmano me,
vo pagli ungliyo se rozo shab badal banati hai,
havas mehlo,n me rehkar bhi bahut maayus rehti hai,
qana-at ghaas ko choo kar ose makhmal banati hai,
bahut dushvaar hai pyaare ghazal me naadirakari,
zara si bhul achche sher ko mohmal banati hai,
munawwar rana,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, ,,,,,,,,,,,,,,
kabhi naksal banati hai kabhi chambal banati hai,
zara si baat hai lekin hava ko kaun samjhaaye,,
diye se meri maa mere liye kaajal banati hai,
khilono ki dukane kyu mujhe avaaz deti hain,
bata ae muflisi tu kyu mujhe pagal banati hai,
suna hai jab se tay hote hain rishte aasmano me,
vo pagli ungliyo se rozo shab badal banati hai,
havas mehlo,n me rehkar bhi bahut maayus rehti hai,
qana-at ghaas ko choo kar ose makhmal banati hai,
bahut dushvaar hai pyaare ghazal me naadirakari,
zara si bhul achche sher ko mohmal banati hai,
munawwar rana,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,